Hindi
Aanand Manao
Hindi Lyrics
Anand manao Yeshu aya hai
Jagat ka raja hai aya
Zameen asman stuti gaye
Yeshu masih ki jay
Yeshu masih ki jay
Yeshu, Yeshu, masih ki jay
Humko putra diya gaya hai
Prabhuta uske kandhe par hai
Zameen asman
Adhbudh yukti karta hai
Parakrami parmeshwar hai
Zameen asman
Anantkaal ka beta hai
Vo Shanti ka rajkumaar hai
Zameen asman
Full Song Experience
Sing along in the WordConnect App
Get synchronized lyrics, chords, Hinglish mode, and 1,000+ more songs — free on Android.
Download Free on Google Play