Charni me dekho
Hindi Lyrics
चरनी में देखो पैदा हुआ है,
मरियम का राजदुलारा (2)
आओ हम भी चलें उसका वंदन करें
हम भी चलें उसका वंदन करें – (2)
आओ तन मन धन अर्पण करें
जग के पापो को हरने को आया
हमको जीवन देने को आया (2)
परमेश्वर का पुत्र वो प्यारा
है वो हमारा प्रभु (2)
अब आओ विश्वासियों जय जय करते आओ
अब आओ हम चलें बेथलहम को
चरनी में देखो महिमा का राजा
अब आओ हम सराहें – (3)
ख्रीष्ट प्रभु को
आओ मिलकर उसको सराहें
उसकी महिमा में गीत गायें (2)
जग का वो है तारनहारा
है वो हमारा प्रभु (2)
Hinglish Transliteration
charni mein dekho paidaa huaa hai
mariyam kaa raajdulaaraa (2)
aao hum bhee chalein uskaa vandan karein
hum bhee chalein uskaa vandan karein – (2)
aao than man dhan arpan karein
jag ke paapon ko harne ko aayaa
humko jeevan dene ko aayaa (2)
parmeshwar kaa puthra wo pyaaraa
hai wo humaaraa prabhu (2)
ab aao vishwaasiyon jai jai karthe aao
ab aao hum chalein bethlehem ko
charni mein dekho mahimaa kaa raaja
ab aao hum saraahein (3)
kreesth prabhu ko
aao milkar usko saraahein
uski mahimaa mein geeth gaayein (2)
jag ka wo hai thaaranhaaraa
hai wo humaaraa prabhu (2)
Full Song Experience
Sing along in the WordConnect App
Get synchronized lyrics, chords, Hinglish mode, and 1,000+ more songs — free on Android.
Download Free on Google Play