Jeevan Ki Khoj Me
Hindi Lyrics
जीवन की खोज में निकला रे – 2
यीशु पाया, यीशु पाया – 2
मार्ग पाया, सत्य पाया, जीवन पाया रे – 4
ओ साथी रे, साथी रे
ऐ बंधु रे, बंधु रे
इस दुनियां में, घोर अंधेरा
शैतां ने है, डाला डेरा – 2
सबके मन को, इसने घेरा
सबके मन को, उसने घेरा
ओ निकला उजियारे की खोज में – 2
यीशु पाया, यीशु पाया – 2
मार्ग पाया, सत्य पाया, जीवन पाया रे – 2
ओ साथी रे, बंधु रे
ऐ बंधु रे, साथी रे
मन के अंदर, पाप की नगरी
भरती जाये, कर्म की गगरी – 2
कौन निकाले, भव सागर से
हाँ, मेरी प्यासी अंखियाँ तरसे
निकला छुटकारे की खोज में – 2
यीशु पाया, यीशु पाया – 2
मार्ग पाया, सत्य पाया, जीवन पाया रे – 2
ओ साथी रे, बंधु रे
ऐ बंधु रे, साथी रे
सुनो रे सुनो रे खुशखबरी
खुशखबरी जीवन की
ओ मांझी रे मांझी रे
ओ बन्धु रे बन्धु रे
ओ साथी रे साथी रे
Hinglish Transliteration
Jeevan Ki Khoj Me Nikla Re – 2
Yesu Paaya – 4
Marg Paaya, Satya Paaya
Jeevan Paaya Re – 4
O Sathi Re, Sathi Re
Aye Bandhu Re, Bandhu Re
Is Duniya Me Ghor Andhera
Shaitaan Ne Hai Daala Dera
Sabke Man Ko Usne Ghera
Sabke Man Ko Usne Phera
Nikla Ujiyale Ki Khoj Me – 3
Yesu Paaya – 4
Marg Paaya, Satya Paaya
Jeevan Paaya Re – 4
O Sathi Re, Sathi Re
Aye Bandhu Re, Bandhu Re
Man Ke Andar Paap Ki Nagri
Bharti Jaye Karm Ki Gagri
Kaun Nikale Bhavsagar Se
Meri Pyaasi Ankhiyan Tarsen
Nikla Chhutkare Ki Khoj Me – 3
Yesu Paaya – 4
Marg Paaya, Satya Paaya
Jeevan Paaya Re – 4
O Sathi Re, Sathi Re
Aye Bandhu Re, Bandhu Re
Suno Re Suno Re Khushkhabri
Khushkhabri Jeevan Ki
O Maanjhi Re, Maanjhi Re
O Bandhu Re, Bandhu Re
O Sathi Re, Sathi Re
Full Song Experience
Sing along in the WordConnect App
Get synchronized lyrics, chords, Hinglish mode, and 1,000+ more songs — free on Android.
Download Free on Google Play